I'm Abhilasha and I love to read StoryMirror contents.
Share with friendsDuniya m maa baap se jyada koi apna nahi hota Kyunki aur kisse ke aankh m aapka sapna unka apna nahi hota
Sapne to sab dekh jaate Bahut kam usse jee paate Jo bhi uss sapne ko jee jaate Wo sapne ko haqiqat m paate
Matlab ki ye duniya h Matlab ke khel niraale h Ek pal m apna kahte h Ek pal m paraya kar jaate h Kahne ko bahut kuch hota h Par khamoshi se sahh jaate h
Duniya m mohabbat to sab karte h Par bahut kam usse jiya karte h Jo bhi apni mohabbat ko jiya karte h Wo hazaron ke bheed m bhi usse hi yaad kiya karte h